Voter ID Me Photo Ya Naam Sudhar Kaise Kare – Step by Step 2025 (Hindi)
Voter ID Card यानी मतदाता पहचान पत्र एक जरूरी दस्तावेज़ है जो वोट डालने के साथ-साथ पहचान प्रमाण के रूप में भी काम आता है। लेकिन कई बार इसमें नाम की स्पेलिंग, जन्म तिथि या फोटो गलत छप जाती है। आज हम सीखेंगे कि Voter ID Me Correction

❓ Kab Sudhar Zaroori Hota Hai?
- Naam galat likha ho (Spelling mistake)
- Photo purani ya galat lagi ho
- Date of Birth me galti ho
- Father’s Name galat ho
🧾 Documents Jo Aapko Chahiye Honge
- Aadhaar Card (Photo + Address ke liye)
- Passport-size recent photo (agar photo update karni hai)
- Proof of DOB (10th marksheet, birth certificate)
- Old Voter ID details
🌐 Online Correction Kaise Kare (Form 8)
- 👉 voters.eci.gov.in पर जाएं
- “Login/Register” पर क्लिक करें, मोबाइल नंबर से OTP login करें
- Dashboard पर जाकर “Form 8 – Correction of Entries” चुनें
- Apne state aur assembly area select karein
- Jo details galat hain, unhe correct kar ke supporting documents upload karein
- Submit पर क्लिक करें और Reference ID note करें
📅 Processing Time
Correction request submit karne ke baad usually 15 se 30 din ke andar updated Voter ID aapko mil jaata hai (online status track kar sakte ho).
🔗 Important Links
🛠️ Common Mistakes Se Kaise Bache?
- Spelling check karein – Aadhaar ya school ID ke according
- Clear photo scan karein, blurry image reject ho sakta hai
- Old ID ke reference no. save karke rakhein
❓ FAQs – Aapke Sawalon Ke Jawab
Q1. Kya correction ke liye form print karna padta hai?
Online correction me form print nahi karna padta – sab digital hota hai।
Q2. Kya offline correction bhi possible hai?
Haan, BLO (Booth Level Officer) se milke correction form bhar ke submit kar sakte hain।
Q3. Mera request reject ho gaya, kya karun?
Wapas login karke galti identify karein, document sahi karke form dobara submit karein।
✅ Correction Karne Ke Liye Yahan Click Karein
Agar yeh post aapko helpful lagi ho to share zaroor karein, aur agar koi sawal hai to comment karke poochhein!
Post a Comment